Welcome to seeurdu winter season app ki skin ko kharab kar sakta hai. just like dry weather skin ko dry, itchy, and irritated kar sakta hai. Winter season mein skin ko acha feel nai hota aksar he dry rehti hai. Zeyada moisture use karnay say skin bahoot zeyada irritate ho sakti hai or skin mein oil ki quantity increase ho sakti hai. Out door mein sardi or fog ki waja say app ki skin ko raw feelings ati hain. Phir saath saath indoor mein mujood heat app ki skin say moisture ko khatam kar dayti hai jiss ki waja say skin dry nazar ati hai or skin paar creaks nazar atay hain. Best skin care for winter season mein skin ki treatment kay liye cream or lotion ka use karin.
Yahan tak kay wo
products jo winter season mein skin par magic kar dayti hain. Jasay kay flame
ya gas heater kay agay bethna app ki skin ko bahoot zeyada dry bana sakta hai. Warm
shower lena bhe skin mein moisture or oil ki quantity ko khatam kar dayta hai
is say app ki skin ka natural oil bhe reduce ho jata hai. Seeurdu mein zeyada
say zeyada update rehnay kay liye humaray blog ko follow or subscribe karin
saath he saath beauty tips ko follow karin.
Lakin winter season
mein dry skin ki causes ko khatam karnay or app ki skin ko shine or beautiful
bananay kay liye kuch easy ways hain. Daily routine mein change create karnay
ki kosish karin. For example bahoot zeyada garam shower lenay kay baad body ko
dry kar kay lotion apply karin is say app ki body or skin ko benefit milyga. Experts
ka kehna hai winter season mein skin dry hona shuru ho jati hai isko khatam
karnay kay liye lotion ya moisture cream ka use karin.
Best Skin Care For Winter Season |
Also Read: Skin Care in Winter For Dry Skin
Top 10 Beauty Tips
Invest in a
Humidifier to Maximize Moisture
App kay home ya office
mein humidifier use karnay say winter season ki dry air mein moisture content
ki quantity increase hoge or app ki skin ko hydrate rehnay mein help mily ge. Apnay
sleeping room kay saath saath jiss room mein app ka zeyada ana jana rehta ho wahan
humidifier ka use zaroor karin.
Lower the
Thermostat to Avoid Dryness
Jaab outdoor mein sardi
hoti hai temperature low hota hai to app kia karna chahtay hain? Crank up the
heat! Ghar mein mujood heat air mein say moisture ko khatam kar dayti hai. Healthy
skin ko maintain raknay kay liye thermostat ko cool temperature par set karin.
Limit Shower Time and
Temperature
App ko zeyada long shower lenay ki zarorat nai
hai. App ki skin kay liye warm shower 5-10 minute bahoot hai. hand wash kartay
waqat winter seasson mein warm water ka use kaam say kaam karin. Winter season
mein zeyada warm water use karnay kay app ki skin mein irritation create ho
sakti hai kuin kay skin bahoot zeyada sensetive hoti hai. Apni skin ko lotion
or moisture cream say moisturize karin.
Best Skin Care For Winter Season |
Opt for Gentle Fragrance Free Cleansers
Wrong
soap app ki skin mein worsen itchy create karta hai or dry skin ko or zeyada
kharab karta hai. For instance regular bar soaps mein irritating ingredients
and fragrances hoti hai. fragrance-free, moisturizing cleanser or gel ka use
karin. Winter season mein app regular soap ka use kaam say kaam kar kay skin
mein create honay wali irritations ko bhe reduce kar saktay hain.
Adjust Your Facial Skin Care
During
the winter months cream-based cleansers ka use karin. Zarorat kay sath toner or
astringents sparingly ka use karin. Many astringents contain alcohol, jo mazeed
app ki skin mein dryness create kartay hain. Jaab app ki skin dry or itchy ho
jaati hai experts ka kehna hai jiss products mein alcohol ho uska use kaam say
kaam karin kuin kay alcohol skin ko bahoot jaldi dry kar dayta hai.
Best Skin Care For Winter Season |
Don’t
forget your lips. Moisturizing balm lips par apply karin for example (petroleum
jelly or another ointment) yeh cracked or dry lips ko heal karnay mein help
kartay hain.
Moisturize Frequently Especially Your Hands
Healthy skin
ko maintain rakhnay kay liye after washing moisturizing karin. Experts ka kehna
hai winter season mein cream ya lotion ka use karna skin kay liye best hai. Cream
say zeyada effective lotion ko samjha jata hai. Hand wash karnay kay bad dry
karin phir lotion ya cream ka use karin is say hathoon mein dryness khatam ho
jaye ge. Bartan dhonay ya ghar kay kaam kartay waqat hathoon par lotion laga
kar waterproof gloves phen lain.
Apply
Sunscreen Even on Gray Winter Days
Winter season
mein sun screen lagana itn ahe zaroori hai jitna kay summer season mein hota
hai. Yeh bilkul naa samjhain kay winter season mein sun ki UV rays earth par
nai ati winter season mein bhe outdoor mein sun screen ka zaroor use karin.
Wear
Appropriate Comfortable Nonirritating Clothing
Many cold-weather
fabrics aap ki skin mein dryness ko increase kar saktay hain. Wool and rough
clothing ko apni skin par directly touch na honay dain is say app ki skin mein irritated
and itchy create ho sakti hai.
Remember to
Eat Right and Stay Hydrated
Sometimes
jaab skin zeyada dry ho jaati hai to skin ki help omega-3 or omega-6 fatty
acids such as fish oil and flaxseed oil hai. Experts ka kehna hai skin ko bahar
say zeyada moisturize rakhain.
Best Skin Care For Winter Season |
Change Out
of Wet Clothes Quickly
Wearing wet
clothes and shoes app ki skin mein or zeyada irritate karnay kay saath he itchiness
create kartay hain. Agar gloves, socks, and pants wet hon to jaldi he change
kar lain yeh app ki skin ko kharab kar saktay hain or reaction create kar
saktay hain.
0 Comments
Please do not enter any spam links in the comments box. Thank you