Glowing Skin
Welcome to seeurdu app
ki skin body ka saab say zeyada important part hai. is liye skin ki bshoot
achay say treatment karna zaroori hai. Skin care tips at home mein glowing skin
ko haseel karna bahoot he asaan hai is kay liye app ko zeyada mehnat ki
zaroorat nai hoti. Dosri side par skin dry or dull nazar ati hai to is say app
ki personalty par bahoot effect hota hai.
Skin Care Tips At Home |
Soothe skin with virgin coconut oil
Coconut oil mein anti-inflammatory,
antioxidant, and healing properties hoti hain. Lakin app ki skin par coconut
oil ka use har type ki skin kay liye suitable nai hota or work nai karta. Agar app
ki skin ko coconut oil say allergies hoti hai to bilkul bhe use na karin.
Makup ko skin say remove
karnay kay liye coconut oil ka use kiya jata hai yeh skin mein moisture content
ki kaami ko pura karta hai.
Use aloe vera to
keep skin healthy
Aloe vera mein healing
properties hoti hain yeh skin kay new cells ko stimulate karta hai. Yeh skin ko
moisturizes karta hai or fresh rakhta hai. Daily face wash karnay kay baad skin
par aloe vera ka use skin ko fresh or healthy rakhta hai.
Moisturize
properly after washing your face
Apni skin kay liye aisi
products ka use karin ko app ki skin kay saath suit kaarti hoon or moisture
content ko lock kar dain. Healing ko promote karti hoon antioxidant properties
to encourage a glowing, youthful look. Jaab app ki skin dry feel ho to is ko exfoliate
naa karin. Moisturizer ka use naa chorin is say skin mein oil ki kaami puri
hoti hai.
Skin Care Tips At Home |
Wear sunscreen
daily
Wearing sunscreen with
an SPF of 15 or above app ko UV rays say skin ko protect karta hai yeh skin
mein aging effect ko bhi kaam karta hai. is baat ko confrom karin kay koi bhi
product use karnay say phlay sun screen zaroor lagain mosaam chahy jasa bhe ho.
Find a cleansing
routine that works
Face skin ko zeyada
wash na karin or na he cleansing products kause karin is say app ki natural
glow khatam ho jata hai or skin mein oil ki kaami ho jati hai. Paseena anay kay
baad face wash karna morning time mein face wash karna or sonay say phlay face
wash karna healthy skin ki symbol hai.
Skin Care Tips At Home |
Jaab app appni skin ko cigarette
smoke say expose kartay hain. Too app apnay face ko har tarha kay chemical
toxins say coating kar layty hain. Yeh app ki skin kay pors mein oxidative
stress create karta hai. Jiss ki waja say insaan umer say phlay old nazar anay
lagta hai.
Agar app smoking kartay
hain to yeh app ki skin ko bahoot effect kar sakta hai or bahoot bad result
dayta hai.
Drink more water
App ki skin asay cells
say bani hoti hai jin ko paani ki bahoot zeyada zaroorat hoti hai. Zeyada paani
peena healthy skin ki symbol hai beauty tips ko zeyada achay say use karnay kay
liye skin mein moisture ka hona zaroori hai. 2015 mein ek research kay hesaab
say yeh result aya hai kay paani or healthy skin kay bech bahoot stronge
relation hai.
Daily kaam as kaam 8
glass paani peena healthy skin or health kay liye bahoot zaroori hai.
Eat to nourish
your skin
Fruits and vegetables
ka use zeyada say zeyada karin jo app kay vitamins and antioxidants ko body
mein boost karin. Zeyada oily food ka use na karin yeh app ki skin mein acne
problem ko create karta hai. Daily 8 glass paani peeain or zeyada say zeyada
fruits khaen.
Take probiotics
Immune system ko boost
karin.
Improve your digestion.
inflammation in your
digestive tract.
Shorten your
shower
Steam and heat app ki skin kay pores ko open kar sakti hai or app ki skin ko rid of toxins say protect karti hai. Lakin app ki skin par ek time mein kuch minutes say zeyada warm water app ki skin say moisture content ko remove kar sakta hai.
jiss ki waja
say skin tired and dull nazar ati hai. Kosish karin skin par warm water ka use
zeyada dair kay liye na karin yeh app ki skin ko damage kar sakta hai.
1 Comments
Chirurgie esthétique Nice Prix
ReplyDeletePlease do not enter any spam links in the comments box. Thank you